Yah Blog unn logo ke kaam aa sakti hai jo Canada aana chaahte hain lekin samajh nhi aa rha kaise aaen.
Kisi bhi desh me jaane ke liye hame uss desh ke government ki permission chahiye hoti hai. Uss permission ko hi vo visa ke taur pe hamare passport par laga dete hain taaki hm jb bhi uss desh me ghusne ki koshish karen to wo check kr paaye ki hamaare paas permission hai ki nhi.
Is blog me main Canada ke sabhi prakaar ke Visa ke baare me jaankari dunga.
Canada ke kitne prakaar ke visa hote hain jo ham le sakte hain.
- Visitor Visa
- Student Visa
- Work Visa
- Permanent Residence Visa
- Business Immigrant Visa
- Express Entry Program Visa
Inn sabhi visa ki visheshta ke baare me aap jaanna chaahte hain to niche comment karen.
Main inn sabhi visa ko detail me samjhaane ki koshish karunga.
Main inn sabhi visa ko detail me samjhaane ki koshish karunga.